Categories
Advertisements
Be Connected
Shayari SMS [Sad Shayari SMS] - Page36
Muddat hui koi shaqs rulane na aya,In jalti ankho ko bujane na aye,Kehte he 7jiyenge 7marenge Ruthe the 1 din aur aajtak koi manane na aya
Fir aasuo ke kuch fasane nikle, Maikhane se sharab ke peimane nikle. Jo dil ka haal hamara samajh hi nap aye, Kyu usko hum apna zakhm dikhane nikle.
Dil-e-nadaan tujhe hua kya hai, akhir is dard ki dawa kya hai. Humko un ke wafa ki hai umeed, jo nahin jante wafa kya hai
Tum se bichda to mat puch kidhar jaunga, Chupchap teri gali se guzar jaunga, Jab tujko hogi mere haale paresha ki khabar, To ask bankar tere gaalo se lipat jaunga.......
Ankho se aansuo ko ubharne na diya..mitti k motio ko bikharne na diya..jis rah par pade the kadmo k nishan.us rah se kisi ko gujarne na diya
unki meethi baato ne hi to hame rulaya hai aaj bhi mere dil me unki yaadon ka saya hai unse bichhadne ka gum nahi mit paya hai aaya hai fir se wohi zamaana yaad aaya hai
Nighaon me suna pan, dil b viraan hai, mere mehboob kya yahi pyar ka inaam hai, Tumne chaha aur raat din pooja maine, Mujhpar laga ye bewafai ka Iljaam hai!...

