Categories
Advertisements
Be Connected
Shayari SMS [all SMS] - Page35
Kisi din hamari lena khabar,
ki kya beet rahi hai tere bagair,
chalte hue raho me rakhana najar,
k kabhi tere kadmo ke niche na ho meri kabar
Khuda ki banai kudrat nahi dekhi,
Dilon me chupi daulat nahi dekhi.
Jo kehte hai ki duriyon se mit jati hai dosti, Unhone shayed hamari dosti nahi dekhi.
Tumne to yaar mujhe jeena sikha diya,
mohhabat ki raah par chalna sikha diya.
Mili humko jab se tumhari dosti,
gum me bhi muskurana sikha diya
ye jo apki ankho me nami aayi hai,
wo to meri yado ki parchai hai,
itna yaad mat karo mujhe - e - mere dost
hichkiyo se meri jaan nikal aayi hai
Gunah karke saza se darte hai,
zahar pikar dawa se darte hai,
dushmano ke sitam ka khauff nahi,
hum to dosto k khafa hone se darte hai....
Doori Ho To Ehsas Hota Hai,
Dost ke Bina Jiwan kitna Udaas Hota Hai.
Umar Ho Apki Sitaro Jitni Lambi,
Aisa Dost kahan Har kisi ke Pas Hota Hai.
Jalaakar Is Dil Ko Sanam
Dar Par Tere Diyaa Hum Karenge..
Raho Aabaad Sadaa Tum Khudaase Bas Ab,
Ye Duaa Hum Karenge..

