Categories
Advertisements
Be Connected
Shayari SMS [Love Shayari SMS] - Page35
Wo keh gai ki mera intzar na karnaMain kahu to v mera aitbar na karna wo kehti he mujhse pyar naiAur kehti he kisi aur se tum pyar na karna.
Mere khwabo me wo TIR chala k chali gyi Mai soya tha jaga k chli gyi Maine pucha Chand nikalta h kese To ChehreSe Zulfe hata k Chali Gyi
Bahar-E-Ishq Me Doob K Dekh Kabhi Jaam-E-Mohabbat Pi K Dekh Kabhi Har Taraf Tera Hi Aks Nazar Ayega Meri Aankhon Me Pyar Se Dekh Kabhi.
Woh waqt woh lamhe ajeeb honge, duniya mein hum kush naseeb honge, door se jab itna yaad karte hain aapko, kya hoga... Jab aap hamare kareeb honge?
Tum Bin Kahi Qarar Na AaeY To MaiN Kya KaroO .!! Har Pal Teri Yaad SataeY To MaiN Kya KaroO ..!! Surat MaiN Apni BhOOl GayE Tujh Ko Dekh Kar ..!! Her AaineY MeiN Tu Nazar Aaye To MaiN Kya KaroO ..!
Tu Jab Mere Qareeb Hoti Hai Haal Dil Ka Ajeeb Hota Hai Kisi Ko Meri Or Mujhe Teri Tamanna Hai Dekhna Hai Ab Kon Kis Ka Naseeb Hota Hai
Kaash aisa ho ki tumko tumse chura loon, waqt ko rok kar waqt se ek din chura loon, tum paas ho to is raat se ek raat chura loon, tum saath ho to is jahan se ye jahan chura loon.

