Categories
Advertisements
Be Connected
Shayari SMS [all SMS] - Page33
Paigam to ek bahana tha,
Irada to apko yaad delana tha,
Aap yaad kre ya na kre koi baat nahi,
Par aapki yaad aati hai bas itna hi btana tha.
Zindagi har pal khas nahi hoti,
phulo ki khushbu hamesha pas nahi hoti,
milna hamari taqdir me likha tha ,
varna itni pyari dosti kabhi itefaq nahi hoti.
Shaayad phir se milne ki taqdeer mil jaye,
jeevan ka haseen pal mil jaye,
chal phir se banaye sagar par ret ka makaan,
shaayad waapis apna bachpan mil jaye..
Pyaar or dosti me itna fark paya hai,
Pyar ne sahara diya,dost ne sath nibhaya hai,
Kis rishte ko gehra kahu yaaro,
Ek ne di zindgi to dusre ne jina sikhaya hai.
Chote se Dil ko milte gam bahut he,
Zindgi me milte har pal zakham bahut he,
Maar dalti kb ki yeh duniya,
Kambakht Dosto ki duaon me dum bahut he
RAT KI TANHAE SE DARTE HE HUM.
APNI HI PARJAI SE DARTE HE HUM.
DUNIYA SATH CALE NA CALE .
A DOST TERE SATH KI UMID KARTE HE HAM.
Mushkilo se aapki mulakat na ho,
udas betho aisi koi baat na ho,
dua hai mehfilo se saje duniya aapki,
hume yaad kar lena agar koi saath na ho.....

