Categories
Advertisements
Be Connected
Shayari SMS [all SMS] - Page32
Zindgai udaas hone ka naam nahi,,,,,,,
Dosti sirf paas hone ka naam nahi,
Agar tum door reh kar bhi hame yaad rakho,,,,,,,
is se badkar hame koi enaam nahi
sans lene se bhi teri yaad aati hai,
nalene se meri jaan jati hai,
kasise kahun ki sanns se main jinda hon
jabki sans se pehle teri yaad hai.
MUSKAN AAPKE HOTON SE KAHIN JAYE NA,
ANSOO APKI PALKON PE KABHI AYE NA,
POORA HO AAPKA HAR KHWAB,
AUR JO POORA NA HO, VO KHWAB KABHI AAYE NA
tez hawa ka jhonka aaya
saath main teri khushbu laya
tab meray dil main khayal aaya
aaj bhi mera dost nahin nahaya
Bhul jane ka hosla nahi hai,
Dur ho kar bhi ap dur nahi hai,
Apse milkar kisi aur se kya milte,
ap sa is duniya me koi aur nahi hai,
Manzil ki talash me nikale hai hum sabhi,
Sabki Manzil 1 ho ye mumkin nahi,
Aise hi kisi mod par bichhad jaye jo kabhi,
Ye mat samajhana apke sath hum nahi...
Faasle mita kar apasme pyar rakna,
Dosti ka rista u hi barkrar rakna,
malum hai dost bahut hai apke,
par unke beech aap is dost ka khayal rakhna.

