Categories
Advertisements
Be Connected
Shayari SMS [Love Shayari SMS] - Page32
Tumhein Dekhoon Tumhare Chahne Walo Ki Mehfil Mein Mahabbat Ki Qasam Itni Kahan Taqat Mere Dil Mein
Haqeeqat karo byaan to mazaak lagta hai, ibadat karo jab to jhootha khwab lagta hai, Are ye dil hai dil, aur dil ki hai ye sdaa, aur tum kehte ho ki tumhe ye haseen ittfak lagta hai
Hamara har lamha chura liya aapne, aankhon ko ik chand dikha diya aapne. Hamein zindagi to di kisi aur ne, par pyaar itna dekar jeena sikha diya aapne.
HUMNE JAB KABHI KHUSI MEHSUS KI, HAR KADM PE AAPKI KAMI MEHSUS KI, DUR REHKAR BHI AAPKI CHAHAT KAM NA HUI, YE BAAT HUMNE DIL SE MEHSUS KI.
Tanhai mein fariyaad to kar sakte hain,viraane ko abaad to kar sakte hain,kya kare tumse mil nahin sakte,lekin tumhein yaad to kar sakte hain..
teri yaadein hume fanaa hkarne par utaaru hai socha tha jeene ka sahara banegi par abb pareshani ka sabab banti jaa rahi hai....
Mere Sath Rehta To Tu Mera Hota Tere Dil Me Kisi Ka Na Basera Hota Ban Ke Jugnu Mai Deta Roshni TujhkoChahe Meri Ankhon Me Kitna Bhi Andhera hota.

