Shayari SMS [all SMS] - Page31

admin Posted In Shayari
2 years ago

Kisi ko apni khubiyo ka ehsas nahi hota,
Aap jaise dosto ka milna itfak nahi hota,
Achha kuchh kiya hoga hamne,
Varna aap ho sath hamare, Ye visvas nahi hota.

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 182
Tags: Shayari - Dost Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

TUJHE Apna Mukkdr Batate Hai Hum,
Khuda K Baad Tere Aage Sir Jhukate Hai Hum.
dosti Ka Rishta Tod Mat Dena,
is Rishte K DumPar muskurate hai hum

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 168
Tags: Shayari - Dost Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Pyar Karnewalon ki kismat kharab hoti hai,
Har waqt intezar ki ghadi sath hoti hai,
Waqt mile to rishto ki kitab khol ke dekh lena, Dosti har rishtey se lajawab hoti hai

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 184
Tags: Shayari - Dost Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Kalam uthayi hai lafs nahi milta,
jisko dhoond rahein hain vo shaks nahi milta,
Phirte hain vo zamaane ki talaash mein,
bas humare liye unhe waqt nahi milta

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 178
Tags: Shayari - Dost Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Dost ne dosti ke liye dost ko bhula diya,
Kya hua jo kisi aur ke liye aapne hame bhula diya, hum to wese bhi akele the,
kya howa jo app ne hame ehsaas dila diya

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 175
Tags: Shayari - Dost Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Aapki Dosti hamein is kadar pyaari hai,
Jis tarah bin paani ke machli bechari hai,
Ab na aur kuch khawish hai,
Bus tum DOST bane raho ye hi tum se guzarish hai.

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 184
Tags: Shayari - Dost Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Aasman humse naraaz hai…..??
Taaron ka gussa behisaab hai.!
Vo sab humse jalte hain,
kyunki Chand se behtar DOST hamare paas hai.

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 155
Tags: Shayari - Dost Shayari
Previous 29 30 31 32 33 Next
Page(31/1134)
Jump to Page

Language

Arrow_darkEnglish SMS
Arrow_darkHindi SMS
Arrow_dark All SMS

Advertisements

Advertisements

Partner Sites