Shayari SMS [all SMS] - Page30

admin Posted In Shayari
2 years ago

PHOOL bankar muskurana zindagi hai..
MUSKURA ke gum bhulana zindagi hai..
Mil kar khush hue to kya hue..
Bina mile rishte nibhana zindagi hai..

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 167
Tags: Shayari - Dost Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Kasoor na unka tha na hamara,
Hum dono hi rishto ki rasam nibhate rahe,
Who dosti ka ehsaas jatate rahe,
Hum mohabbat ko dil me chhupate rahe

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 165
Tags: Shayari - Dost Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Taras gaye hain hum aapke paas aane ke liye, Dil-O-Jaan mitadein tujse dosti nibhane ke liye, Hum Yeh SMS kar rahe hain, apni yaad dilane ke liye.

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 146
Tags: Shayari - Dost Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Aap ki yaad me sab kuch bhulaye baithe hain,
Chiraag khushiyon ke bujhaye baithe hain…
Hum to marenge aap ki baahon mein,
Yeh bhi maut se shart lagaye baithe hain

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 185
Tags: Shayari - Dost Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

jis ko apna samjha wo hi begana nikla
ham pe sitam karnay ko zamana nikla
zulm karnay ki jis nay intaha kar de
wo apna sinasha purana nikla

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 163
Tags: Shayari - Dost Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Khushi se dil ko aabad karna…
Aur gham ko dil se azad karna,
Hamari bus itni gujarish hai
ke hame bhi Din me ek baar YAAD karna

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 151
Tags: Shayari - Dost Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Ek alag si pehchan banàne ki aadat hai Hùme
Zakhm hö jitna gehra utna muskurane ki adt hai Hùme Sab kùch luta dete hai Dösti me
Q k Dösti nibhane ki adat hai hume

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 185
Tags: Shayari - Dost Shayari
Previous 28 29 30 31 32 Next
Page(30/1134)
Jump to Page

Language

Arrow_darkEnglish SMS
Arrow_darkHindi SMS
Arrow_dark All SMS

Advertisements

Advertisements

Partner Sites