Shayari SMS [all SMS] - Page28

admin Posted In Shayari
2 years ago

Dua hai ke teri duniya me koi gam na ho,
dua hai ke teri muskan kabhi kam na ho.
Agar kabhi tere palko me aasu aye,
to dua hai ke uski wajah kabhi hum na ho

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 180
Tags: Shayari - Dost Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Rishto ki dori kamjor hoti hai,
Ankho ki bate kuch our hoti hai,
Khuda ne pucha jab dosti ka matlab,
Hamari ungli apki aur hoti hai.

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 156
Tags: Shayari - Dost Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Dhundo tum jitna hum jaisa dost paoge nahi, bichadne k baad bhi bhula paoge nahi,
mana hum me kuch KAMIYA sahi,
par khuda ne PERFECT koi banaya bhi to nahi.

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 170
Tags: Shayari - Dost Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Dost sath denge ganga ke pan tak,
biwi degi makan tak,parivar ke log samsaan tak, beta hak pura karega agnidaan tak,
par khuda sath dega 2 jaha tak.

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 164
Tags: Shayari - Dost Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Teri dosti ne Zindgi ko Ek Maksad diya hai.
Har Sukh Dukh me Maine Tera ehsaas kiya hai.
Jab bhi Jhapke Palak Teri to Samaj lena
is dost ne yaad kiya hai.

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 175
Tags: Shayari - Dost Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Zindagi ke toofano ka saahil hai aapki dosti,
dil ke armaano ki manjil hai aapki dosti,
zindagi ban jaayegi jannat.
agar maut aane tak saath rahe aapki dosti

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 181
Tags: Shayari - Dost Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Koi dikhake roye, koi chippa ke roye,
humein rulaane waale humein rulake roye....
Marne ka maza to tab hai yaaron,
jab qaatil bhi janaaze pe aakar roye....

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 177
Tags: Shayari - Dost Shayari
Previous 26 27 28 29 30 Next
Page(28/1134)
Jump to Page

Language

Arrow_darkEnglish SMS
Arrow_darkHindi SMS
Arrow_dark All SMS

Advertisements

Advertisements

Partner Sites