Categories
Advertisements
Be Connected
Shayari SMS [Dost Shayari SMS] - Page22
Ajab sa ehsaas hai Dosti,
Do insano ka saath hai Dosti.
Khuda ki khudai hai Dosti,
Zindagi ki sachayi hai Dosti.
Naseeb wale hain hum
jo payi hai Aapki Dosti
Hum to yuhi bekhudi me keh baithe the,
Ki hume koi yaad nahi karta,
Jiss ka aap jaisa pyara dost ho,
Woh to khuda se bhi fariyaad nahi karta
Tum banke dost aise aye zindagi me,
ke hum ye zamana hi bhool gaye,
tumhe yaad aye na aye hamari kabhi,
par hum to tumhe bhulana hi bhool gaye.
Dosti insaan ki zaroorat hai,
dilon pe dosti ki hukamat hai
aap k pyar ki wajah se zinda hain
warna khuda ko bhi hamari zarorat hai..
Hamaare to daaman mein kaanto ke siva kuch nahin. Aap to phoolon ke kharid-daar nazar aate hain. Jahan mein kitne dost mile hume par
sabse ache aap nazar aate hain..
Teri dosti mein khud ko mehfooz maante hain,
hum doston mein tumhe sabse azeez maante hain.
Teri dosti ke saaye mein zinda hain,
hum to tujhe khuda ka diya hua tabeez maante hain.
Dosti ka pehala pegam aapke naam,
Zindagi ki akhari sham aapke naam.
Iss safar main humsafar hain hum dono,
Is dosti ko nibhana hain aapka kaam.

