Categories
Advertisements
Be Connected
Shayari SMS [Love Shayari SMS] - Page185
Mein tere khawb dekhu, Bhale hi tu mujhe bhool jaye, Dekhte hi dekhte magar, Aankho me paani bhaar aaye
Aankhen thak gayi meri Uske intezar me; Waqt ne loota hume Bhare bazaar me; kyon nahin aayi wo Milne humse; Hum me kami thi, Ya humare pyar me.....
kya aalam, kya nazaara kya masti,kya badal yunhi tumhe dekhta raha to ho jaoonga main paagal.
Dil ke kone se ek aawaz aati hai, hame har pal unki yaad aati hai. Dil puchta hai bar bar humse Jinhe hum itna yaad karte hai kya unhe bhi hamari yaad aati hai.
Apna wo nahi jo pass aa gaya,paraya wo nahi jo dur chala gaya,aane jane se nahi bante apne paraye,apna to wo hai jo dil me sama gaya…
Ek baar jo gale lag ke rone diya hota,Hamne bhi koi pal mohabbat ka ji liya hota,toot ke bikher jate aapke kadmo m,aapki sanso ne mera nam to liya hota
Apne dil ki sun afwahon se kaam na le,muje yaad rakh beshak naam na le,tera veham hai ki main bhula hoon tujhe,meri koi aisi saans nhi jo tera naam na le..

