Categories
Advertisements
Be Connected
Shayari SMS [Love Shayari SMS] - Page178
Yari imtihan nahi Pyar mangti he Nazar aur kuch nahi Yar ka didar mangti he Zindgi apneliye to kuch nahi Lekin Apke liye Dua hazar mangti he..!
Bin Tere Sajni Guzara Nahi Hoga,Koi Itna Dunia Me Pyara Nahi Hoga.Dilo K Saudagr Milne K Liye Betaab Hai,Magar Ye Ankho Ka Sauda Dubara Nhi Hoga.
Muskurana hi Khushi nahi hoti,umar bit jana hi jindagi nahi hoti,khud ko mitana padta hai mohabbat me,, sirf I..LOVE..YOU kehne se hi mohabbat nahi hoti.
Ye ArmanTo Kanch K Tukde He Jo DiL Ki Zameen Par Bikhre He Inko Mat Chhedo Ki Zakhm Abhi Gehare He In Par Aaj Bhi Kisi Ki Yaado K Pehre Hai!
KIMTI PALO KO YU NA BITANA HASTE REHNA RO KAR HAME NA RULANA . HUM YAD HAI AAPKO ITNA HI KAFI HE KABHI BHUL BHI JAO TO HAME NA BATANA ..
IS dil se dur wo jaate bhi nahi hakikat mein magar paas aate bhi nahi auron k liye rote hain raat din mere liye magar muskurate bhi nahi.
MAIN ITNA QAREEB AANAA CHAHTA HOON TERE ROOH MAIN SAMAANA CHAHTA HOON TAMAAM FASLAY HON JAHAN KHATEM US SAY AAGAY JANA CHAHTA HOON

