Categories
Advertisements
Be Connected
Shayari SMS [Love Shayari SMS] - Page177
KITNA BEBAS HAI INSAAN APNI KISMAT KE AAGE, KITNA BE-NOOR HAI SAPNE HAKEEQAT KE AAGE, KOI RUKI SI DHADKAN SE POOCHE, KITNA TADAPTA HAI DIL MUHOBBAT KE AAGE.
Sirf isharo me hoti mohabbat agar, in alfazo ko khubsurati kaun deta, bus patthar banke reh jata tajmahal, use ishq ki pehchan kaun deta...!
Tu door sahi par tera aahsas he, teri aawaz na sahi par tera aagaz he, tu har pal mere saath he, tuze bhulana shayad mumkin nahi, kyunki tu har waqt dil ke pass hai!
Tu dur hai mujse aur paas bhi hai,teri kami ka kahin ehsas bhi hai..dost lakhon hai jahan mein mere,par tu pyaara bhi hai aur khaas bhi hai.
Mere jine ke liye aapke armaan kafi hai Dil ki kalam se likhi dastaan kafi hai Teer talwar ki kya zarurat hai yaar, Qatal ke liye teri muskaan hi kafi hai.
Bahut mushkil se kal ki raat guzri hai, Kuch tanha par kuch khaas guzri hai, Na neend aai na khawaab koi, Bas aap k khayalon k saath guzri hai.
Teri judai aese mere dil pe ja lagi.main khud bhi apne aap se barso khafa raha.viraN hai ye dil ki mahefil tere bagaR aae dost.kas aaj tum khwabo me hi ajate.

