Categories
Advertisements
Be Connected
Shayari SMS [Love Shayari SMS] - Page173
Ishq hona bhi muqadar ki baat hoti hai, Mehboob ke bina zindagi tanhaai mein roti hai, Jeene lagte hein hum chori chori is jahaan mein, Unki chaahat hi is dard-e-dil ki dawa hoti hai
Meri aankhon mein joh tasveer basi hai, Us tasveer mein hi meri taqdeer basi hai, Kis tarah judaa kar dun usko apni aankhon se, Mohabbat ki duniya mujhe ussi mein hi to mila hai.......
Baat karni mujhe mushkil kabhi aisi to na thi jaisi ab hai teri mehfil kabhi aisi to na thi le gaya cheen ke kaun aaj tera sabr-o-qarar be-qaraari tujhe ae dil kabhi aisi to na thi
JINDA HAI SAHAJAHAN KI CHAHAT AB TAK, GAWAH HAI MUMTAZ KI ULFAT AB TAK, EK BAAR DEKHO US TAAJMAHAL KO, AE DOST PATTHARO SE TAPAKTI HAI MOHABBAT AB TAK.
Lamhe yeh suhane saath ho na ho.. Kal mein aaj jaisi koi baat ho na ho.. Aapki dosti hamesha iss dil mein rahegi.. Chahein puri umar mulakat ho na ho
kabhi kuch na kehkar bhi,sab keh jata hai ye dil,kabhi chup rehkar bhi har dard seh jata hai ye dil,dil ki aahein to aaj tak hum bhi na samajh paaye ,gumon k andhere me bhi khud jalkar roshini kar jata hai ,,,,,,,,,,,,ye dil
Dete hai kyu wo dard bas hami ko kya smjhenge wo in ankho ki nami ko lakho diwane ho jis chand kewo kya mehsus karege ek tare ki kami ko

