Categories
Advertisements
Be Connected
Shayari SMS [Love Shayari SMS] - Page171
Sukhe patte se pyar kar lenge, Hum tumahara aitbaar kar lenge. Tum yeh to kaho hum tumahare hai, Hum jindagi bhar intezaar kar lenge.
Ye Dil Pyar k qabil na raha, Koi bhi izhar k qabil na reha, is Dil me bas gayi Dosti aapki..... ab tu chand bhi deedar k kabil na raha!
Dekha Jidhar Yeh Payaa, Aalam Hijaab Ka Jaali Ko Naam De Diya, Humne Niqaaab Ka Dukh Ki Tabash Hai, Dharkanain Tanhaiyan Bhi Hain Yeh Zindagi Hai Jaise, Din Ho Hisaab Ka
Lamhe ye suhane saath ho na ho, kal me aaj jaisi koi baat ho na ho, aapka pyar hamesha is dil mei rahega, chahe poori umar mulaqat ho na ho..
Waqt guzrega hum bikhar jayenge, kon jane hum kidhar jayenge. Hum apki parchayi hai yaad rakhna, jahan tanhai mili wahan hum nazar ayenge.
gulab mohabbat ka pagam nahi hota,chand chandni ka pyar sare aam nahi hota,pyar to hota hai man ki nirmal bhabnao se,varna uun hi radhey-krishna ka naam nahi hota.
Kabhi Unki Palko Se Unka Izhar Hoga Dil K Kone Me Unke B Pyar Hoga Guzar Rahi Hai Raat Or Din Unki Yad Me Kabhi Unko B Hamara Intzar HOGA

