Categories
Advertisements
Be Connected
Shayari SMS [Love Shayari SMS] - Page170
Tum dur ho magar ye ehsas hota hai,koi hai jo har pal dil k pas hota hai,yad to sabki aati hai magar,aapki yad ka andaz kuch khas hota hai..
Ab To Lout Aayo Jald Yehi Dua Hai,Ho Jaaye Tera Didaar Yehi Dua Hai.Itna Teda To Nahi Tere Loutne Ka Raasta,Fir Mil Jaaye Tera Pyaar Yehi Dua Hai
Na dil me basakar bhulaya karte hai,Na hasakar rulaya karte hai,Kabi mehsus kar k dekh lena,Hum jaise to dil se rishte nibhaya karte hai.
Dur Nigaho s Kahi Mt Jana Zindgi M Hame Bhul N Jana Zarurat Ho Jb Bhi Tumhe Sahare ki Khuli H Ye Bahein Chale ana...!
Hasrat he sirf unhe pane ki, Or koi khawais nhi is Diwane ki, Sikwa muje unse nhi khuda se he, Kya jarurat thi unhe itna khubsurat banane ki.
Uski Mohabbat Ka Tareeka Kuch Aur Hai Kehta Wo Aur Hai Kerta Kuch Aur Hai Jo Us Pe Beeti Hai Wo B Maloom Hai Mujhe Jab Uss Se Pochta Hon Batata Kuch Aur Hai
Hichkiyon se ek baat ka ehssas hai ki shayad koi hume yaad karta hai Beshaq milne na aaye par chand lamhe hum par barbad to karta hai

