Categories
Advertisements
Be Connected
Shayari SMS [Love Shayari SMS] - Page160
Roz sochta hoon,aaj izhaar kar denge magar darr lagta hain,ki wo inkaar kar denge roz dil kehta hain,keh de dil ki baat magar lagta hain wo sare aam badnaam kar denge
Gam bhul jaane ko ji karta hai, Ab ek baar muskurane ko ji karta he Bahut ji liye yaadon ke sahare, Ab to aapke paas aane ko ji karta hai,
Hua Jo Gam Apko Dard Kisi Aur Ko Hoga Haso Jo Aap To Khush Koi Aur Hoga Socho To Zara Us Insan K Bare Me Wo Akhir Mere Siwa Aur Kaun hoga.
Hotho pe kuch hasi khil ayi hPyar ki keemat ab samajh ayi hZmane wale b n kar payenge Hme alagAgar rab ne Hmari jodi banayi h
Khusnasib hote hai badal, Jo dur rahkar bhi zamin par baraste hai... Aur ek badnasib hum hai, Jo ek hi duniya me rahkar bhi milne ko taraste hai.
Jo Pas Na Ho wo Dil k karib Hote He Jiske Pas APNE Na Ho wo sabse Garib Hote He Jo Rakhte He APNAPAN 'AAP'sa Wo sabse KhushNasib Hote he
Jitna pyar he apki dosti me, aur jyada pane ko dil chahta hai, jane kya khubi hai ap me, ki rishta umar bhar nibhane ko dil chahta hai

