Categories
Advertisements
Be Connected
Shayari SMS [Love Shayari SMS] - Page159
Itna kuch khoya ki hume paana na aaya, Pyar kiya to jatana na aaya. Aa gaye is dil mein pehli hi nazar mein who, Kasoor humara tha jo hume unke dil mein samana na aaya.
Yeh mat pucho tum bin hum kya kya khote rahe, Tumhari yaadon mein hum roz kitne rote rahe, Na din gujre hai na raatein, Bas kuch bechain se hum hote rahe!
Dhoondhta Phirta Hoon Main Logon Main Shabahat Uski Ke Woh Khwabon Main Bhi Lagti Hai Khyalon Jaisi
Nakaam si koshish kiya karte hain, Hum hain ki unse pyar kiya karte hain, Khuda ne takdir me ek tuta tara nahi likha, Aur hum hain ki chaand ki aarzu kiya karte hain
Nanhe se dil mein armaan koi rakhna.. Duniya ki bhid mein pehchaan koi rakhna.. Acche nahi lagte jab rehte ho udaas.. Inn hothon pe muskaan sada vahi rakhna..
Woh inkar karte hain ikrar ke liye, Nafrat bhi karte hain to pyar ke liye, Ulti chaal chalte hain yeh ishqwale, Ankhein band karte hain didar ke liye.
Tum Glass Tootney Ka Bahana Na Karo,Hum Tumhari Aankhon Se Pee Lenge,Tum Na Aao, Bas Aane Ka Waada Karo,Hum Intezaar Mein hi Jee Lenge

