Categories
Advertisements
Be Connected
Shayari SMS [Love Shayari SMS] - Page156
Puch Lo Khuda Se Aapke Liye Humne Duva Mangi Puch Lo Hawa Se Aapke Liye Humne Fiza Mangi, Jab Bhi Hovi Aap Se Koi Galti Humne Duva Mein Aapne Liye Saza Mangi
Nigahe dar par Lagi Hai, Aur Hum Udaas Baithe Hai,Tere Aane ki Lekar aas Bethe Hai.Yu Hi Nhi Tez Hui Dhadkan Aisa Lgta Hai Ap Humare pas bethe Hai
Har pal ki dostika irada he apse Apnapan hi kuch zyada he apse Na sochenge sirf umar bhar keliye Kayamat tak sath nibhayenge ye wada he apse
Kash Koi Mujh par Haq Jatata.Meri Ankhon Ko Apne Hatho Se Chupata.Jab Me Puchta Kaun Ho Tum?Muskurakar Apne Aap Ko Meri Jaan Batata...
Roti hui Ankho me Intzar hota he, Na Chahte hua bhi Pyar hota he Kyn Dekhte he Hum wo Spne, Jinke Tutne par bhi Unke Sach hone Ka Intzar hota he.
Falak ko zid hai bijliyan girane ki!hume b zid hai wahi aashiyan banane ki!apko hai zid agar hume bhulane ki?to hume b zid hai apko apni yaad dilaane ki..
Kabhi Unki Palko Se Unka Izhar Hoga Dil K Kone Me Unke B Pyar Hoga Guzar Rahi Hai Raat Or Din Unki Yad Me Kabhi Unko B Hamara Intzar HOGA

