Categories
Advertisements
Be Connected
Shayari SMS [Love Shayari SMS] - Page155
Jab kabhi main unke khayaalon mein kho sa jaata hoon, Woh khud bhi baat karte hai to bura sa lagta hain.
Tare aasman me hi chamkte hai, Badal itne dur hai, phir bhi baraste hai, Hum bhi kitne ajib hai,Tum Dil me rehte ho, aur hum tumse milne ko taraste hai
Zaruri To Nahi, Ke Batayain Labon Se Dastaan Apni Zabaan Ek Aur Bhi Hoti Hai Izhaar Ki
Dhoka na dena ke tujpe aietbar bahut hai,ye dil tere chahat ka talabgar bahut hai, teri surat na dekhe to dikhai kuch nahi deta, hum kya kare ke tujse pyar bahut hai
Ye dua hai- apki zindgi sawar jaaye,har nazar me bas pyar nazar aaye,jiski talash me niklo tum.khuda kare wo khud tumhari talash me aaye...
Wo mere liye kuch khaas hai yaaro jinke laut aane ki na koi aas hai Yaaro wo najro se door hai to kya huwa.. Banke dil ki dhadkn mere paas to hai yaaro
AAJ Har Ek Pal Khubsurat hai,Dil mey Sirf Teri hi Surat hai,Yeh Duniya Kuch bhi Samje,Koi Gum Nahi,Kyuki Duniya se Zyaada Hame Aapki Zarurat hai..

