Categories
Advertisements
Be Connected
Shayari SMS [Love Shayari SMS] - Page145
Ishq Ke phool Bhi Khilte hain .. Bikhar Jaate hain .. Zakhm Kaise Bhi hon ..Kuch roze main Bhar Jaate hain .. Us khwaboon main Aab koi Nahi Aur hum Bhi Nahi .. Itne roze Se Aaye hain ... Chup Chaap Guzar Jaate hain ..
Aap chahte hain hum se zindagi bhar ka dostana aur hum to kucch aur hi umeed lagaye baithe they Zindagi bhar ki dosti nibhane ka vaada hai hamara par hum to aapko jannat mein bhi milne ka khwab sajaye baithe they
Rehmate karam itna na baras, Itna na baras ke who aa na sakein Jab who aa jaayein tho jam ke baras, Itna jam ke baras ke wo jaa na sakein.
Jo hadse na guzar jaye wo pyar hi kya, Jo pyar karne pe majboor na karde wo ikraar hi kya, Intezar to sab karte hai..... Saanse tootne tak jo saath na de wo yaar hi kya!
Badi aasani se dil lagaaye jaate hai.. Par badi mushkil se vaade nibhaye jaate hai.. Le jaati hai mohabbat un raahon par jahan diye nahi dil jalaaye jaate hai..
uski yaad mein dekho hum kya karte hain bikhri hui zindagi mein deewaronse baatein karte hain dekha usse kal maine par woh ek chalava nikla meri kismat dekho jo mera tha woh paraya nikla kehte hai ki ishq mein toh lut jana chahiye par jab yaar hi na mile toh kispe mita jaye
Kis qadar woh gamo ki inteha kar gaye Har khushhi mujhse woh juda kar gaye Mujhe toh pal pal maut ki aarzoo thi Kyu woh mere jeene ki dua kar gaye?

