Categories
Advertisements
Be Connected
Shayari SMS [Love Shayari SMS] - Page143
Jab Paas Ho To Rukh Se .. Nigahein Na Morna .... Jab Dur Ho To Mera .. Tasavvur Na chorna .. Aye Dost ..!! Dil Lagane Se Pehle Ye Sonch Le . Mushkil Bahut Hai .. Rishtoon Ki zanjeerain hain Torna ..
Gam ke aansu dikha nahi sakte Apna haq aap par jata nahi sakte Kitne anmol hain aap meri nigahon mein Ye baat hum aapko bata nahi sakte
Yeh Bhi Aadab Hamare Hain, Tumhain Kya Malum Hum Tumhain Jeet Ke Harey Hain, Tumhain Kya Malum Ek Tum Ho Ke Samajhte Nahi Hum Ko Apna Ek Hum Hain Ke Tumhare Hain, Tumhain Kya Maalum
Kajal banke teri aankho mein samane ki tamanna hai, Dawa banke tere dard mitane ki tamanna hai, Yun to haasil hai zamane ki har cheez mujhe, Sirf ek baar tujhe dulhan ke roop mein paane ki tamanna hai
Unhe Yeh Shikawa Humse Hai K Hum Unhe Yad Karte Nahi, Par Unhe Yeh Kaun Samjaye Ki Hum Unhe Yad Kaise Kare Jinhe Hum Bhulate hi nahi.
Kaise woh lot aye ke fursat usse nahin duniya samajh rahi hai mohabbat usse nahin. lagta hai aa chuki hai kami us ki chah main kafi dinon se mujh se shikayet usse
Kash ye zindagi hasin hoti Khudke chahne se har duva kabul hoti Kehne ko to sab apne hai Par koi aisa hota jise mere dard se taklif hoti

