Categories
Advertisements
Be Connected
Shayari SMS [Love Shayari SMS] - Page137
Aag duniya mein lagi ho to bujhana mumkin, Tum lagi dil ki bujha doge to chain ayega... Ab tak ishq mein aankhon se hi baatein ki hain, Yeh ada dil ko sikha doge to chain aayega.
Kuchh door hamare sang chalo, hum aapni kahani keh denge Jo baat na samje tum aankhon se, vo baat jubani keh denge
Umar Jalwon Mein Basar Ho, yeh zaroori To Nahi, har Shab-e-gam Ki sahar Ho, yeh zaroori To Nahi, Neend To dard ke bistar pe Bhi Aa sakti Hai, teri Aagosh Mein Sir Ho, yeh zaroori To Nahi
Aarzoo hai door se dekhne ki Kareeb aana bhi nahi chahte Tamanna nahi tumhe pane ki Magar khona bhi nahi chahte
Hichkiyan dilakar ye kaisi uljhan bada rahe ho! bus itna bata do ki yaad kar rahe ho ya yaad aa rahe ho..
Kuch to apne bare me batao, Ek bar to Sapne me aake satao, Aapki Marzi jo chaho Rishta bana lenge Hum, Kabhi Haq se apna Pyar to jatao…
Tadap k dekho kisi ki chahat me Tab pata chale k intzaar kya hota hai Agar yu hi mil jaye koyi bina tadpeTo kaise pata chale pyar kya hota hai

