Categories
Advertisements
Be Connected
Shayari SMS [Love Shayari SMS] - Page135
Gham ke aansu dikha nahikarte, Apna haq aap par jata nahi sakte, Anmol ho tum meri nigahon mein, Yeh baat hum aapko bata nahi sakte.
Shareek thhey hum shaam-e-bazm main kahin, Teri yaad maenkhaane main bhulane ko kahin, Thhi umeed bandhi phir bhi is dil main, Laut aaogey tum mera saath nibhaane yahin
Koyi dil me liye armaan chala jata hai Koyi khoye hue ausaad chala jata hai Husnawalo se keh do ke na nikle bahir Dekhnewalo ka imaan chala jata
Dil ki aawaj ko ikarar kahate hai Zhuki nighaho ko izhar kahate hai Khuch pane ka naam hi pyar nahi hota Kuch khone ko bhi pyar kahate hai
Ristey bahot Ajeeb hote hain; kuch kareeb kuch azeez hote hain, kuch banate hain hum apni marzi se; kuch humein zindagi se naseeb hote hain..
Dil to unke seene mein bhi machalta hoga.. husn bhi so-so rang badalta hoga.. Uthti hongi jab nagahein unki.. Khud khuda bhi gir-gir ke sambhalta hoga..
Aaj kissi dua ki kami hai,Tabhi to humari ankho mein nami hai,Koi to hai jo bhul gaya hume,Par humare dil mein unki jagah to wahi hai

