Categories
Advertisements
Be Connected
Shayari SMS [Love Shayari SMS] - Page129
Zamane bhar ki baton mei hame bhula na dena jab kabhi yaad aaye to zara muskura dena zinda rahe to milenge dost nahi to har diwali mere naam ka diya jala dena!
Unhe ye shikayat hai humse ki Hum har kisi ko dekh kar muskurate hai Nasamajh hai wo kya jaane Hamein to har chehre mein wahi nazar ate hai
Tum dil ko bekrar kyo nahi karte, Meri mohabbat par atbar kyo nahi karte, Jee nahi sakta hoke juda tumse, Lekin tum to mohabbat ka izhaar nahi karte.
Lab khamosh hain aankhon se baat hoti hai, Aise hi mohabbat ki shuruaat hoti hai. Tere hi khayalon mein khoye rehte hai hum, Pata nahi kab din kab raat hoti hai.
'Fir chupke se yad aaya koi,in hasti hui aankhon ko rula gaya koi,kya thi unake chehre ki masumiyat,is nafrat bhare dil me mohabbat jaga gaya koi....
Mohabat ka ajab karobar kia humne Wo bewafa sahi magr pyar kia humne Agr wo chor gaya tu mat kaho bura usko Kasor uska nahi aitebar kia humne.
Bhul jana usay jo bhula jaye, Yaad karna usay jo nibha paye, Wade to bahut log karege, Magar dil ki baat usay zarur kehna jis ke bin ek pal bhi jiya na jaye..

