Categories
Advertisements
Be Connected
Shayari SMS [Love Shayari SMS] - Page124
Chaha to jindagi se bahut kuch, magar tujhe pane ki ek pyas si reh gayi, chah kar bhi tujhe pa na sake hum, bus ab teri meethi si yaad reh gayi.
Agar Terna Hai 2 Pani Me Aao Kinaro Par Kya Rakha Hi Pyar Karna Hi 2 Bahon Me Ao Isharo Me Ka Rkha Hai.
Jab Koi Zamane Me Sahara Nazar Aya Bus Tu Hi Muje Ek Hamra Nazar AayaMain Teri Dosti Me Baita Raha AiseNa Tufan Nazar Aaya Na Kinara Nazar Aaya..!!
Pehchan to meri bhi koi nhipata nhi Q log mujhe pehchante hain?pyar to mujhe bhi unse bhut hai pata nhi Q unke aLawa sab jante hain
Ada unki aur deewane hum bane...wafa wo na kar sake aur bewafa hum bane...yu to hazaro the bheed me...shukriya unka, jo unki nazron k nishane hum bane.
Mera Tujhse Kaisa Rishta Hai, Main Aksar Soachta Rehta Hoon, Aakhir Tum Meri Kaya Lagti Ho, Main Aksar Soachta Rehta Hoon …
Shikwa nahi koi zindagi se, Magar ek shikayat khuda se zarur hai, Jazbaat kyun diye tune hame, Jab duniya me pyaar karna kasoor hai.

