Categories
Advertisements
Be Connected
Shayari SMS [Love Shayari SMS] - Page120
Masjid ki namaz ya mandir ki dua ho tum,Ho khuda ka tohfa ya khud khuda ho tum,Ae mere Rab khud hi karo faisla,Dil mein rehte ho tum ya dil ki jagah ho tum.
Ajnabi Duniya Me Akela Khwab Hu Sawalo Se Khafa Jawab Hu Jo Na Samajh Sake Unke Lie Koun Jo Samajhe Unke Le Kitaab Hu..
Kabi raat me tare gin kar to dekho, jitna tum gin paoge utna tum mujhe yaad karte ho, Jitne baaki reh jayege utna mai tume yaad karta hu
Tera pyar jeetne ka intezar hai, Tu kare mera intezar is baat ka intezar hai, Hum aankho se dil me utar jayenge, Bas teri nazar uthne ka intezar hai.
Nadaani mein hum kisse apna samajh beithejo dikhaaya uss bewafa ne sapna hum haqeeqat samajh beithe dekho aaj chod diya hamein usne ek gair ke liye jisse hum apna humsafar samajh beithe
Lafzo Ki tarah muje kitabo Me milna,Tu banke mahek Muje gulabo Me milna,Jab b mujeTeri yad Aye,To banke khushi k ansu Meri ankho Me Milna...
EK BAHANE SE AAPKO MAIL KARTE HAIN, HR PAL AAPKI KAMI KA EHSAAS KARTE HAIN, ITNI BAAR AAP SAANS BHI NA LETE HONGE, JITNI BAAR HUM AAPKO YAAD KIYA KARTE HAIN.

