Categories
Advertisements
Be Connected
Shayari SMS [Love Shayari SMS] - Page119
Bahut khushnooma kal ki Raat guzri hai Kuch tanha par kuch khaas guzri hai Na neend aayi na Khwaab koi Bas aap hi ke khayalon ke saath guzri hai
Ankhen to pyar me dilki zuban hoti hai, Sachi chahat to sada bezuban hoti hai, Pyar mai dard bhi mile to kya gabrana, Suna hai dard se chahat aur jawan hoti hai….
DIL USKE INTEZAR ME DHADAKTA HAI, ANKHO ME PYAR HI PYAR JHALAKTA HAI, SHAYAD WO SAMAJH LE DIL KI BAT, YEHI SOCH KAR INTEZAR KARTE REHTA HAI
hasrat hai sirf unhe pane ki aur koi khwaahish nahi is deewane ki shikwa mujhe unse nahi khuda se hai kya zaroort thi unhe itna khoobsurat banane ki
Bewajah kisiko sataya nahi karte,had se zada kisiko tdpayanahi karte,jinki sanse chalti ho apke lafzo se,unhe apni awazk liye rulaya nahikarte
Woh karte hai baat ishq ki, Par ishq ke dard ka unhe ehsas nahi, Ishq woh chand hai jo dikhta hai sab ko, Par usse pana sab ke bas ka kaam nahi…
Dard Ki Diwar Pe Fariyad Likha Karte He Har Rat Tanhai Ko Abad Kiya Karte He A Khuda Unhe Zarur Khush Rakhna Jise Hum Tujse Zyada Yad kartehe

