Categories
Advertisements
Be Connected
Shayari SMS [Love Shayari SMS] - Page117
Aaj kuch khas baat to jaroor hai ...... jo aap itne madhosh huwe ja rahe hain..... kahin ye bin piye jaam ka nasha to nahin.. jo aap itne Ashiq mizaz huwe ja rahe hain
Aankh khuli to phir khwaab chale gaye jii behlane ke saare bahaane chale gaye yaad rehta nahi kuch bhi yaad kiye bina yaadoN me khokar jeene ke sahare chale gaye
Toote dil ko dobara lagana hamein accha nahin lagta Kissi ko palkoan pe bitha kar girana hamein accha nahin lagta Ek baar keh diya ki hum to sirf aapke hai lekin Baar baar humko yeh batana accha nahin lagta
aakhon me aasoo aa jaate hai, phir bhi labo pe hasi rakhni padti hai, ye mohobbat bhi kya chiz hai yaro, jisse karte hai, ussi se chupani padti hai
Suraj kirne bikherta hai aapko dekhkar,fool khushbu chodte hai aapko dhekhkar, Hum apne dil ki kya kahe hajaro dil dhadkte hai apko dekhkar.
Bhoole hain wo kuch is tarahan se hame, Ab intezar karna hmara naseeb ho gaya hey! Na jane koi khata ho gai humse, Ya koi aur un k qareeb hogaya hey
tarasta he dil teri awaz k liyetere mohabat bhare 2 alfaz k liye kardo hume FANNAH apni ada k liye tadapte he hum teri ek mulakat k liye

