Categories
Advertisements
Be Connected
Shayari SMS [Love Shayari SMS] - Page115
Muddat se door the hum tum, ek zamane ke baad milna acha laga. sagar se gehra laga aapka pyar, tairna to aata tha par doobna acha laga....
kyo is ashiq ko apna pyar nahi milta, kyo isse ishq-e-ikrar nahi milta, izhaar karte hue thak jaate hai hum, kyo pyar be badle pyar nahi milta !
Na khuda dil banata na kisise pyar hota, Na kisiki yaad ati na kisika intazar hota. Dil diya hai ise sambhal ke rakhna, Shishe se bana hai pathar se dur rakhna!
Tadap ke dekho kisi ke chahat me to pata chale ke intezaar kya hota hai, yunhi mil jaye agar koi bina tadpe to kaise pata chale ke pyar kya hota hai.
Musafir Ke Raaste Badalte Rahe; Mukaddar-Me Chalna Tha Chalte Rahe; Wo-Kya-The Jisne Hume Thukra Diya, Magar Umar Bhar Haath Malte Rahe...
Phool khilte hai bahaaron ka samaa hota hai, Aise mausam mein hi toh pyaar javaan hota hai, Dil ki baaton ko hothon se nahi kehte, Yeh fasaana toh nigaahon se bayaan hota hai.
Hum woh nahi jo matlab se yaad karte hai hum woh hai jo dil se yaad karte hai tumhara paigam aye ya na aaye hum har pal intezar karte hai

