Categories
Advertisements
Be Connected
Shayari SMS [Love Shayari SMS] - Page113
Har baar dil se yeh paigaam aaye JubaaN kholu to tera he naam aaye Tum he kyon bhaye dil ko kya malum Jab nazroo ke saamne haseen tmaam aaye
hum jiske kadmon mein phool bichana chahte hain.. woh to humein apne raaste ka kaanta maante hain... hum unse shikaayat karte jaate hain..... woh apne har sitam ko wafaa ki chaadar pehnaate hain......
Khamosh se tum rehne lage ho, Intezaar kisika karne lage ho, Yakinan kisise hui hai mohabbat, Bina baat ke hi muskurane lage ho?..
Kisi Dhadkan Ke pICHE koi Baat Hoti Hain.. Dard Ke Piche Kisi Ki Yaad Hoti Hai, Apko Pata Ho na ho appki Har Khusi Ke Piche Hamari Fariyaad HoTi Hai.
Wo Ruthte Rahe,Hum Manate Rahe; Unki-Raahon-Me Palke Bichate Rahe;Unhone-Kabhi Palat Ke Bhi Na Dekha,Hum Aankh Jhapkane Se Bhi Katrate Rahe.
Yaado Ko Teri Humne Khone Na Diya, Gumo Ne Bhi Chup Hone Na Diya. Aankhe To Aaj Bhi Bhar Aayi Teri Yaad Me, Par Teri Di Hui Kasam Ne Hume Rone Na Diya.!
Jab bhi tanhayi se ghabra k simat jate hai hum teri yaadon k daman se lipat jate hai zuban se keh nahi sakte hum tumhe kitna pyar karte hai nikal padte hai aansu jab tumhe yaad karte hai!.

