Categories
Advertisements
Be Connected
Shayari SMS [Love Shayari SMS] - Page112
zindgi kabhi aapko hasati HOGI kabhi aapko rulati HOGI yaad karta hai KOI aapko har PAL is raftar BHARI zindgi M Eek hichaki to apko RO JaatiHIhogi
Uska bhool jane ka andaz alag tha Hmara yaad rkhne ka andaz alag tha Barso jiske dil mein jagah banate rahe Aaj pta chala vo insan humse alag tha..
Aankho se aasuo ki rafakat nhi hoti,ek yaad hai uski rukhsat nahi hoti,Jo bhule tum bhi use bhula do,wo mohabat to fir mohabat nahi hoti
Milne Ko Is Saher Me Thikane Bahot Se h,Wo Dilse ChaheTo Bahane Bahot Se h mujh Ko Garib Smzti hai wo,Ankho Me Zaanke To Khzane Bahot Se h
Jo Poochta Hai Koi Surkh Kyon Hain Aaj AnkhainTo Ankh Mal Ke Kheta Hon Ke Raat So Na Sake Hazar Chahon Mgar Yh Na Keh Sakon Ga Kabhi BhiKe Raat Rone Ki Khawish Thi Mgar Ro Na Sake
Chand jb nikly to tera guman hota hai,Kis qadr dilfreb ya smaa hota hai,Hum tari yaadon mein khoya rehty hain,Neend main Jb sara Jahan hota
Yu na saza do yaro dil laganeki,Had ho chuki dilko jalaneki,milti nahi un ankhon me shay sukun deti nahi,koi to rah batao use bhul janeki..

