Categories
Advertisements
Be Connected
Shayari SMS [Love Shayari SMS] - Page111
Udas na hona,kyuki mai tere saath hu. Samne na sahi,par tere aas paas hu. Palko ko band kar, dil se yaad karna, Mai hamesha tere liye ek ehsaas hun.
Zindagi main jab jab unhe tanhai ne sataya hoga tab tab unhe hamara khayal aaya hoga gham ye nahi ki wo bhool gake hamko gham ye hai hai ki ro-ro ke bhulaya hoga
KYA KAHU KISE KAHU, KYA DOSH DU TAKDIR KO, MERA NASIB MEIN TO YEA BHI NAHI, KE DEKHU APKI TASVIR KO....
Hua jo gham tumhe dard kahi aur hoga, Haso jo tum khush koi aur hoga. Socho toh zara us anjaan ke baare me, Woh anjaan mere siva aur kaun hoga.
Duniya Ki Daulat Dabaye Rakhna; Husn-ki-Bagiya Chupaye Rakhna; Kahi-Kisi-Ki Nazar Na Lag Jaye, Thoda Sa Kajal Lagaye Rakhna.
Teri Yaad Bhi Kamal Karti Hai Kesey Kesey Humse Sawal Karti Hai Ek Pal Ko Tanha Nhi Hone Deti Mujhe Ye Mera Kitna Khayal Karti Hai..!…
Apke saath rahte rahte hume chaahat si ho gayi. Apse baat karte karte hume aadat si ho gayi. Ek pal na milo to bechaini si lagti hai. Dosti nibhate nibhate hume to mohabbat si ho gayi..

