Shayari SMS [Love Shayari SMS] - Page108

admin Posted In Shayari
2 years ago

Khoobsurat hai vo itna saha nahi jata kaise hum khud ko rok le raha nahi jata.chand me daag hai ye jante hai hum lekin raat bhar dekhe bina usko raha nahi jata

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 159
Tags: Shayari - Love Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Tazi hawa me foolo ki mahak ho, Pahli kiran me chidiyo ki chahak ho, Jab b kholo Aap apni palke, un palko me bus Khusiyo ki Jhalak ho

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 133
Tags: Shayari - Love Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

RISHTEY Banane K Liye Bas 1 Pal Chahiye,Par Unhe Nibhane k Liye Dil Chahiye,KHELTA To SAGAR B Hai LAHARO Se,Par Unhe Thamne K Liye Use Bhi KINARA Chaiye.

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 153
Tags: Shayari - Love Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Jiski kurbat me qarar bahut hai, Uss ka milna dosh waar bahut hai, Jo mere hatho ki lakiron me nahi, Uss shaks se muje pyar bahut hai..

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 135
Tags: Shayari - Love Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Dard denewale bahot milte he Magar dard lenewale kam milte he Nazuk waqt me hume yaad karna Kyuki zindagi me chahnewale bahut kam milte he

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 138
Tags: Shayari - Love Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

'Fir chupke se yaad aa gaya koi, in hasti hui ankhon ko rula gaya koi, kya thi unke chehre ki masumiyat, is nafrat bhare dil ko mohabbat sikha gaya koi'

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 152
Tags: Shayari - Love Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Banane ko to jahan bhi bana leta hu, Ek uski justju hai jo khud ko bhula deta hu, Wo aayenge nahi ye yakin ho chala hai, Ek aur mukaddar is diye sa jala hai, Phir bhi unke laut aane ka imkan baaki hai, Dil me ummid aur thodi si jaan baaki hai.

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 243
Tags: Shayari - Love Shayari
Previous 106 107 108 109 110 Next
Page(108/505)
Jump to Page

Language

Arrow_darkEnglish SMS
Arrow_darkHindi SMS
Arrow_dark All SMS

Advertisements

Advertisements

Partner Sites