Shayari SMS [Love Shayari SMS] - Page106

admin Posted In Shayari
2 years ago

Jo kabhi badle nahi use insan kehte he, jo kabhi pura na ho use arman kehte he,zindagi bhale hi khali reh jaye,jo dil me bas jaye use JAAN kahete he.

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 149
Tags: Shayari - Love Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Ye unki khubiyon ka asar hai,Jo wo itne acche lagte hai,Jab wo kehte hai vaada hai mera,To unke jhuthe vaade bhi sachhe lagte hai..............

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 143
Tags: Shayari - Love Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Hum jaise dost nahi sabhi ke liye, ye tohfa hai kisi- kisi liye, Kyun jala rakhi hai shamma buza dijiye, Kya hum kam hai roshni ke liye ..

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 138
Tags: Shayari - Love Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Ek se ek shararat apki.. Dil khush kar dene ki aadat apki.. Hum rahe ya na rahe is jahan mein. Rahein salmat hamesha yeh muskurahat apki.

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 137
Tags: Shayari - Love Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Kuch pal ki khushi apke sath me thi,aisi koi lakeer hamare hath me thi,dur rehkar b apko yaad karte hai hum,koi bahut pyari si baat humari mulakat me thi.

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 154
Tags: Shayari - Love Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

dil ki baat adhoori hai abhi mauka bhi milta hai kabhi kabhiwo samajhte hai hum mauka gava dete haiunhe kya pata hum har baar mauka unhe dete hai

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 145
Tags: Shayari - Love Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Bhigte rahte hai... Baarish me Aksar..; Kabhi mangi kisi se.. Panaah nahi..! Hasrate puri na ho. toh na sahi. Khwab dekhna. koi guna nahi

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 137
Tags: Shayari - Love Shayari
Previous 104 105 106 107 108 Next
Page(106/505)
Jump to Page

Language

Arrow_darkEnglish SMS
Arrow_darkHindi SMS
Arrow_dark All SMS

Advertisements

Advertisements

Partner Sites