Categories
Advertisements
Be Connected
Jokes SMS [Santa Banta SMS] - Page88
Banta: Oye tu har SMS ko do baar kyon bhej raha hai? Santa: Kyunki tujhe agar ek forward karna ho to dusra tere paas rahe..!!
santa: yaar kal mene tujhe kitne call kiye, lekin tune phone kyu nahi uthaaya?banta: kyu uthaaun?30 Rs. deke jo gaana lagwaaya hai, wo kya tera baap sunega
1Din santa ko fansi lagne wali thi. Jailer ne pucha koi akhari khwahish. santa bola"muje fansi dete wqt mere pair upar aur sar nich Rakhna
santa: Are light chali gayi hai to kam se kam fan to chalu karo sardarni: lo kar di na sardaro vali baat fan chalu karoogi to candle nahi bujh Jayegi
Santa drives in2 1-way & cross NO ENTRY board. Police: Oye tainu No ENTRY da board dekha nai? Santa" Oye!Mainu lagga film poster hai
1st Sardar:Jab main chhota tha tab Kutab Minar se gir gaya tha 2nd sardar: Fir tu mar gya ki bach gaya? 1st:Mujhe yad nahi kuyoki tab mai bahut chhota tha na.
Banta:Shirt K Liye Badhiya Kapda Dikhana? SaLeSMan:PLAIN Main Dikhau? Banta:Hawaai Jahaaj Tak Jane Ki Kya Jarurat Hai? Yahi Dikha Dona.

